Animals verse
Introducing :- Hamare erath me aise bahut se karan hai jo hame
Ye sochane par mazbur karta ki ham kuchh galat to nahi kar rahe is duniya me jitane log hai wo sab kahi na kahi galat to kar rahe hai to aaiye aapko ek aise story ki aur le chalte hai jo kuchh alag hai jisaka name what if? Human vs animals hai
Agar janwar insaan ki tarah bolane lage to hamare jiwan me kaafi sankat aa sakta hai
Story of animals
Village of amezone jaha rahate the bolane wale janwar jaha sab apane emotions ko ek dusare ko bata sakte the wo hamesa khus rahate the aur waha ka ek black Panther tha jise Sare janwar jack ke name se bulate the wo hamesa bahaduri dikhata tha jack ke do dost the ek bhediya aur dusara bhalu bhediya ka name makki tha aur bhalu ka name sanal tha ye tino kaafi himmat wale the magar ye tino jaha bhi jate the kuchh na kuchh gadbad hota tha magar yaha ka sasak
Babar ser jiska name Danny tha jo kaafi khunkhar aur darinda tha yaha insaano ko bandh kar yaha ke janwar palte the aur bhaari julm karte the ek di jab Daany isaan ka ke liye sahar ki aor gaya aur ek mada insaan ka sikar kiya jise jungle ke sabse bade hotel me biryani banaya gaya aor babbar ser ko parosa gaya
Paltu Human
Yaha hal chalane ke liye janwar insaan ka prayog karte the par ye bejubaan insaan kuchh nahi kar pate the amezone village me bude insaan ka daily gost bikata tha jise Sare janwar badi maze se khate the
Yaha se lagbhag 200 mitar ki duri par insaani zoo tha tha jisame alag alag color ke insaan rakhe gaye the jise dikhne ki liye videsi janwar bhi aate the tikat ke rup me insaani bones ko liya jata tha
Videsi atack
Wahi sakahari janwar ke liye to pura jungle bhara tha ek din jab videsi janwar ne village me hamla bola to magar us videsi janwar ko paltu insaan ne dekh liya tha aur sor machane laga jisase Sare janwar say aur us videsi janwar ko mar giraya
Lagatar insaan ka papulation ghar raha tha iska karan bewajh in bejubaan insaan ka sikar isko dekhate huwe world ke sare janearo ne ye bhaila kiya ki ab hapte me sirf 10 ya 12 insaan mare jaynge aur mada insaan aur nar insaan dono ko ek satha rakhe take unake bich sex ho sake aur naye insaan janm ho ye prastav ko sab ne mana a
Janwar log kaafi pradusan faila rahe the jisase kai insaan mar bhi rahe the yahi karn hai aaj prithvi me janwaro ki tadat jaza hai aur insaan vilupt ho rahe hai
Join This WhatsApp Group And Give Your Story On Time Story Hurry up
https://chat.whatsapp.com/K7ydMjlU43C5uZN2uZwp8j
0 Comments