Samay ki maar hindi kahani war of time

         Time ki baat hai

duniya me samay ko bahut mana jata hai  jise koi nahi rok sakta har baar koi bolta hai samy ka tum intejaar karo samay kisi ka intezar nahi karta ha mai maan gaya tha kisi samay bura nahi hota ya samay sahi bhi nahi hota samay to bas chalta hai insaan ka karm hi bura aur sahi samay dikhata hai 


Aaj se mai samay ko koi importans nahi dunga jo mera kaam hai wo hi mera samay achha ya bura din layaga 


Ha aaj mere ko ye ahsaas huwa ki agar aap matlabi hote hai to aap bahut khusi mahsus karenge aapko kisi chij ki chinta nahi hoga aap sabse alag hai aap har pal enjoy karenge 


Magar log bulte hai ye samy hamara nahi har kutte ka din aata hai kal mera bhi aayega ye baat to sahi hai par kis hath tak  agar aap dusare ka burai ya achhai ka chugali karne ke baajay apane aap par kaam karte to aap ka hi din hota 


Mousam koi bhi ho barish ho ya garmi ya ho seet ka mousam aap khus rah sakte ho bas aap ko sab kuchh chodna hoga sabkuchh ka matlab yaani chinta jaise ke rishta moh aap kush rahoge bas khane aur pine ke liye jiyo yahi to hai jindagi 

Fir samay ko aap kyaa kahoge  mera samy kabhi achha ya bura aa sakta hai wo mujh par nirbhar karta hai


Garmi ka din tha mai  hamesha enjoy karta hu aur karta rahuga par mera age  abhi 21 saal hai aur mujhe ghar me apane aap ko sabit karna hai ye soch aur aap 8 saal ke the tab kya sochte the isame bahut antar hai samay nahi badla samay wahi bas mai bada ho gaya hu aaj mere jagah koi aur 8 saal bachcha yahi soch raha hoga ki aaj school nahi jana hai aur mere se bade 30 saal ke jawan kuchh alag soch rahe honge 


Mere teacher bolte the ki jab tum bade ho jana tab pata chale ga ki samay kya hota hai aur ye bhi bolte hai ki samay bada balwan hai sab ko din dikhata hai par teacher ko kon samjhay ki samay balwan ya kamjor nahi hota wo to bas bitta chala jata hai wo ha par hai ki ham kya kar rahe hai 




समय बदलता है, इसलिए आपको भी बदलना चाहिए। वर्तमान समय को गले लगाओ और अपने सपनों को पूरा करो। जितना समय बर्बाद करते हो उससे अधिक समय बचाओ, क्योंकि यह कभी वापस नहीं आता है।" यह उद्धरण बुद्धिमानी से समय का मूल्यांकन और उपयोग करने के महत्व पर जोर देता है। यह हमें बदलते समय के अनुकूल होने और अपने लक्ष्यों और सपनों को प्राप्त करने के लिए वर्तमान क्षण का अधिकतम लाभ उठाने के लिए प्रोत्साहित करता है। यह हमें यह भी याद दिलाता है कि समय एक अनमोल संसाधन है, और हमें इसे अनुत्पादक गतिविधियों पर बर्बाद करने के बजाय कुशलता से उपयोग करना चाहिए।





Post a Comment

0 Comments